Pyar Shayari

Hum Se Pyar Shayari

Apni Kalam Se, Dil Se Dil Tak Ki Baat Karte Ho,
Seedhe-Seedhe Keh Kyo Nahi Dete Hum Se Pyar Karte Ho?

अपनी कलम से, दिल से दिल तक की बात करते हो,
सीधे-सीधे कह क्यों नहीं देते हम से प्यार करते हो?

Pyar Ho Jaata Hai

प्यार में मौत से डरता कौन है ।
प्यार हो जाता है करता कौन है।
आप जैसे यार पर हम तो क्या सारी दुनियां फिदा है।
लेकिन हमारी तरह आप पर मरता कौन है।

Kash Tujhe Pyar Shayari

Kisi Mod Per Tera Deedar Ho Jaaye
Kash Tujhe Mujh Per Aitbaar Ho Jaaye
Teri Palkein Jhuke Aur Ikraar Ho Jaaye
Kash Tujhe Bhi Mujhse Pyar Ho Jaaye …

Ishq Junoon Shayari

Rasmo Riwaaz Ki Jo Perwaah Karte Hain,
Pyar Mein Voh Log Gunaah Karte Hain…

Ishq Voh Junoon Hai Jismein Deewane,
Apni Khushi Se Khud Ko Tabaah Karte Hain …

Tumse Pyar Kitna Shayari

Sirf Ye Mat Dekh Ke Main Hun Gunaahgar Kitna
Ye Bhi Dekh Ke Main Tera Hun Wafadar Kitna

Main Huya Hun Zamaane Ki Nafraton Ka Shikar
Tu Ye Bhi To Dekh Mujhe Tumse Hai Pyar Kitna …

Pyar Par Naaz Shayari

दिल में प्यार का आगाज हुआ करता है,
बातें करने का अंदाज हुआ करता है,
जब तक दिल को ठोकर नहीं लगती,
सबको अपने प्यार पर नाज हुआ करता है!

New Touching Pyar Shayari

बारिश में पुरानी मिट्टी की दीवारें,
कुछ ऐसे टूट कर बिखर जातें हैं वो लोग,
जो खुद से भी ज्यादा किसी और से प्यार करते हैं।

New – Too Hot Romantic Shayari

जी चाहे की दुनिया की हर एक ‪‎फ़िक्र भुला कर,
दिल की बातें सुनाऊँ तुझे मैं पास बिठा कर!

दूर कहीं जहां कोई न हो हमारे अलावा,
टूट कर प्यार करूँ मैं तुम्हें सीने से लगा कर।

Tere Pyar Mein Shayari Sad Hindi

Kabhi Khud Ko Mere Pyar Mein Bhula Kar Dekh
Dushmani Achi Nahi Mujhey Dost Bana Kar Dekh

Tere Pyar Mein Meri Tamaam Umar Rotey Guzri
Kabhi Tu Bhi Meri Janib Muskura Kar Dekh

Mujh Pe Zulam-O-Sitam Ki Bijlian Giraane Waaley
Tu Bhi Kisi Ki Ulfat Mein Gham Kha Kar Dekh

Tere Dil Ke Chaman Mein Bahar Aa Jaye Gi
Aik Baar Tu Mujhey Wahan Basa Kar Dekh

Tere Bin Kaise Asghr Ka Naya Saal Guzra
Apne Iss Deewane Ki Haalat Aa Kar Dekh…

– M.Asghar Mirpuri

Yeh Kaisa Pyar Social Shayari

Wo Andhere Mein Milna, Milkar Ek Hona,
Hote Hi Bhor, Mach Jata Hai Shor,
Tu Kon, Mein Kon, Pehchaan Bikhar Jaaye,
Yeh Kaisa Pyar, Bna Vyapaar, Meri Samajh Na Aaye. (more…)