Bewafa Se Mohabbat

Sad in Love

Kyun Daaman Ko Dagdar Karte Ho,
Kyun Bewafa Se Mohabbat Karte Ho,

Jo Poojta Hai Tumhein Khuda Ki Tarha,
Kyun Uski Mohabbat Ko Badnaam Karte Ho…

शादीशुदा व्यक्ति की हालत

ट्रेन में सफर करते हुए एक आंटी ने पप्पू से पूछा: आप कहां के हैं?
.
.
.
पप्पू ने कहा: मैं शादीशुदा हूं।
मैं कहीं का नहीं हूं।

अपूर्वा, कानपुर

बीवी ने पहली बार कुछ मांगा

पत्नी: आज पहली बार मैं
आपसे कुछ मांग रही हूं।

पति: अभी कल ही तो साड़ी मांगी थी।

पत्नी: मैं ‘आज’ की बात कर रही हूं।
ढंग से सुनते भी नहीं हो।

प्रियंका, कानपुर

जन्म-मृत्यु और हाथ में मोबाइल

जन्म और मृत्यु तो भगवान के हाथ में है…
.
.
.
इंसान के हाथ में तो सिर्फ मोबाइल है।
चार्ज करो और चलाते रहो।

रतन, दिल्ली

Uska Pyar Shayari

Uska Pyar

Ajeeb Manzar Dikhata Uska Pyar,
Kabhi Hansata, Kabhi Roolata Uska Pyar,

Sanwale-Se, Sanwre-Se Sapno Mein Tha,
Phoolon Ki Tarah Muskurata Uska Pyar,

Har Taraf Yeh Nazara Kabhi Na Hoga,
Lahron Ki Tarah Zindagi Mein Aata Uska Pyar,

Silsile Na Jane Kab Tak Chale Uske Pyar Ke,
Dheere-Dheere Kareeb Aata Uska Pyar,

Jo Kabhi Sochte Bhi Nahi The Humne,
Hamein Woh Azab Dhang Dikhata Uska Pyar…

Humse Dilchasp

Humse Dilchasp Kabhi Sacche Nhi Hote Hain
Ache Lagte Hain Magar Ache Nhi Hote Hain

Chaand Mein Budhiya Buzurgon Mein Khuda Ko Dekhein
Bhole Ab Itne To Ye Bacche Nhi Hote Hain

Koi Yaad Aaye Hume Koi Hume Yaad Kare
Aur Sab Hota Hai Ye Kissey Nhi Hote Hain

Koi Manzil Ho Bahut Door Hi Hoti Hai Magar
Raaste Vaapsi Ke Lambe Nhi Hote Hain

Aaj Taareekh To Dohraati Hai Khud Ko Lekin
Ismein Behtar Jo The Vo Hissey Nhi Hote Hain…

– Javed Akhtar

Khwab Ke Gaon Mein

Khwab Ke Gaon Mein Pale Hain Hum
Paani Chhalni Mein Le Chale Hain Hum

Chhaachh Foonkein Ki Apne Bachpan Mein
Doodh Se Ki Trah Jale Hain Hum

Khud Hain Apne Safar Ki Dushwari
Apne Pairon Ke Aable Hain Hum

Tu To Mat Keh Humein Bura Duniya
Tune Dhala Hain Aur Dhale Hain Hum

Kyun Hain Kab Tak Hain Kiski Khatir Hain
Bade Sanjeeda Mass-ale Hain Hum…

– Javed Akhtar

New Year Per Shubh Kamanayein

Phool Khilte Rahe Jindagi Ki Raah Mein,
Khushi Chamakti Rahe Aapki Nigahon Mein,
Har Kadam Per Mile A Kamyabi Aapko,
Yeh Dost Deta Hai Dil Se New Year Per Shubh Kamnayein Aapko!

Watan Shayari by Josh Malihabadi

हम ज़मीं को तेरी नापाक न होने देंगे,
तेरे दामन को कभी चाक न होने देंगे।

तुझ को जीते हैं तो ग़मनाक न होने देंगे,
ऐसी इक्सीर को यूँ ख़ाक न होने देंगे।

जी में ठानी है यही जी से गुज़र जायेंगे,
कम से कम वादा ये करते हैं के मर जायेंगे।

– जोश मलीहाबादी

Dil Ki Keemat Shayari

Dil

Wo Mujh Se Subho Shaam Poochte Hain
Chand Sitare Tera Naam Poochte Hain

Pehle Kaanon Mein Sargoshi Karte They
Ab Yehi Baat Wo Sar-E-Aam Poochte Hain

Pehle To Faqat Chand Sitare Poochte They
Ab Mere Sheher Ke Log Tamaam Poochte Hain

Unhe Mere Dil Ki Keemat Ka Andaza Nahi
Jo Mere Anmol Dil Ke Daam Poochte Hain

– M. Asghar Mirpuri

Classic Dosti Shayari

ज़िद हर इक बात पर नहीं अच्छी,
दोस्त की दोस्त मान लेते हैं।

– दाग़ देहलवी

Heart Was Ecstatic

There was this chill in wind, you were also in mind
Heart was ecstatic, tinged with despondency of a kind

This chat half way through night, this moon full and bright
Along with the mid summer moon, your beauty was defined

Beloved was watching me, with a stealthy look
Time at last once stood still, leaving all behind

Now with a bit of hindsight, we know it wasn’t easy
When we didn’t find beloved, we were in a bit of a bind

I was in search on my beloved, though it was a vain search
My efforts not to besmirch, my longing was undefined

Evening breeze, not at ease, is inquiring beloved’s abode
O wafting wind of beloved’s mode, for goodness sake find…

– Parveen Shakir